Ganga jal amrit jaisa
Parimal Barman
Poetry
Ganga Jal Amrit Jaisa Maa Patit Pabani Ganga,
Bhuk hai Naa Pyas hai
Bas Abhi Ganga Maiya Ki Goth Mein Nahana hai
Yehi Mera Mon hai wah kya ganga jal hai
Katha mein kaha gaya hai ganga karuna ka Dhara hai
Mera Mon kehta hai humesa Ganga Maiya ka Kripa Hum Sabhi per Rahe
Wah kya ganga jal hai
Hum Sabhi Dharam ka Maa hai Mamta ki Nodi hai Behte Huye Ganga isse Baada Aur kya Sabud hai
Wah Kya ganga jal hai

No comments:
Post a Comment